Beshaq KHUDA ne mujhe zindagi di hai leken meri nashon-numa ki shurwat meri maa ke cokh se shuri huwi, usne mujhe duniya mai laane ke liye mukhles aur sabar ka rasta diya , woh sabar joh mere maa ke wajood ka hissa thi ye thi sirf duniya mai rhene...
Beshaq KHUDA ne mujhe zindagi di hai leken meri nashon-numa ki shurwat meri maa ke cokh se shuri huwi, usne mujhe duniya mai laane ke liye mukhles aur sabar ka rasta diya , woh sabar joh mere maa ke wajood ka hissa thi ye thi sirf duniya mai rhene wale logo ke liye hai mere liye toh woh aaj bhi mere pass mere saath mere dhadakte dil mein dhadakri hai woh bas dikhaye nai deti , leken woh har waqt mujhe mehsoon hoti hai . Jab duniya ki takleef mujhe rulati hai toh uska wajood joh mere dil mein dhadkra hai , woh mujhe Therao aurr sabar deta hai....... Wajah parinda (Wajah parinda:- meri maa ne mujse kaha hai , tum logo se alag ho tumhari kami logo se tumko alag phenchan aurr mazboot shaqshiyat banati hai joh zameen per chalne ke saath saath hawa mein bhi apne wakar ko mazbooti ke saath udhan deti hai ) Meri maa ne khidki se parinde ke taraf ishara karte huye bataya woh makhluk kamzor shaqshiyat ka malik hai par woh hawaon mein Udne ki taqat rakhta hai khuda ne tum mein bhi ek kami di hai , uss kami ke chalte tum duniya ke liye tum kamzoor ho, par tum apne andar sabar aur Therano ko rakho gi toh ek din KHUDA ke hukum se zarur mazboot wakar ke saath mazboot udhan udho gi bas apni kamzoori ko alag samjho aur zindagi mein kuch aisa karo ke kamzoor khene wale tumher mazboot kirdar ke ek jhalk ke liye tum se mukhlis rahe.Mukhlis log aur mazbbot wakar tumhari shaqshiyat jab dono tum ko mile ge toh tum waqt ke saath saath khas aur bhetar hote jaogi ALAAH KE