Phir bhi humein "Prabhu" ki praapti kyon nahin hoti — is kitaab mein hamari jeevan shailee ko darshaaya gaya hai ki asal mein hum ta-umr kis prakar apna jeevan jeete hain? Kis prakar hum apne jeevan ka shrin pratishrin vyarth kar dete hain! Hum ky...
Phir bhi humein "Prabhu" ki praapti kyon nahin hoti — is kitaab mein hamari jeevan shailee ko darshaaya gaya hai ki asal mein hum ta-umr kis prakar apna jeevan jeete hain? Kis prakar hum apne jeevan ka shrin pratishrin vyarth kar dete hain! Hum kya aisa nahin kar rahe jo humein karna chahiye tha?Is kitaab mein har dharm ke maanne waalon ki bhavnaon ko poora sammaan diya gaya hai aur kisi bhi dharm par kataaksh nahi kiya gaya hai! Ye sirf hamare jeene ki aam jeevan shailee se humein avgat kara rahi hai ki humein kya karna chahiye tha aur hum kya kar rahe hain!