Ruhaniyat sabd ruh ko zindgi se jodne ka kaam karta hai. Ye ase jaruri hai jaise ek pyasa ke liye pani. Ye kitab har dukh, har sangharsh, har takleef, har harak ke jante hue likhi gai hai. Ek insan apni zindagi me kis tarah ki musibato ka samna kr...
Ruhaniyat sabd ruh ko zindgi se jodne ka kaam karta hai. Ye ase jaruri hai jaise ek pyasa ke liye pani. Ye kitab har dukh, har sangharsh, har takleef, har harak ke jante hue likhi gai hai. Ek insan apni zindagi me kis tarah ki musibato ka samna krta h. Uske jeevan m jo log h unke baare m kya vichar rakhta h aur unse apne liye kya chahta h wo sab is kitab to pad ke seedha dil ko chu lene wala hoga. Is kitab me shayari aur kavitao ka wo mel hai jo hr koi padna aur sunna pasand karega. Har insan apne jeevan me apni bhawnao ko sbse alag jagha deta h aur usi samaye wo ache vicharo ko padna aur sunna jarur pasand krta hai. Me to bas itna kahugi ki ye kitab kisi bhi surat m apko apki ruh se jod ke rahegi jo hamare liye sabse pahle aur sabse jyada jaruri hai. Shukriya...