"The Angel English Book" ki prastuti adbhut hai. Vibhinn pratyogita parikshaon mein shat pratishat safalta ke liye aur sabhi kakshaon ke liye is pustak mein tathyon ko 'Concept' ke madhyam se saral dhang se samjhaya gaya hai. Hamara poora vishwas ...
"The Angel English Book" ki prastuti adbhut hai. Vibhinn pratyogita parikshaon mein shat pratishat safalta ke liye aur sabhi kakshaon ke liye is pustak mein tathyon ko 'Concept' ke madhyam se saral dhang se samjhaya gaya hai. Hamara poora vishwas hai ki agar vidyarthi pustak ko uchit dhang se adhyayan kare, to wo vibhinn pratyogita parikshaon mein shat pratishat safalta prapt kar sakta hai. Vartaman mein parikshaon ka star kaafi jatil ho chuka hai, prashnon ke dhang aur parikshan ki paddhati badal chuki hai. Aise mein, is pustak ka mukhya dhyey, vibhinn pratyogita parikshaon mein pooche gaye prashn aur tathyon ko samajhkar unhe hal karne ke saral tareeqon ko dhoondhna tha. "The Angel English Book" ko padhein aur angrezi ko kathin na samjhein.