Kabhi-kabhi koi insaan woh kar guzarta hai jiska shayad usne kabhi kalpana bhi nahi ki hoti hai aur apne bhagya se ladta hai phir bhi haar jaata hai. Lekin uske baad jo parivartan samay, parivesh aur rishte mein hota hai wahi samay, parivesh aur p...
Kabhi-kabhi koi insaan woh kar guzarta hai jiska shayad usne kabhi kalpana bhi nahi ki hoti hai aur apne bhagya se ladta hai phir bhi haar jaata hai. Lekin uske baad jo parivartan samay, parivesh aur rishte mein hota hai wahi samay, parivesh aur paristhitiyon ko darshati hai yeh kahani. Ki kaise jab samay, kaal aur rishte, yahan tak ki prakriti bhi vinaash par utar aati hai toh phir woh vinaash kahin nahi rukta. Aur yahi vinaash maanav jaati ne beete varshon (2019, 2020, 2021) mein Corona mahamari ke roop mein dekha hai. Usi samay ki ek chhoti si kahani