Loading

About The Author

Stories By Jasbeer Kaur

Nanhe munno ki khaniya

  • Author   Jasbeer Kaur

Mai ye khaniya nanhe munne bachho ke liye likh rahi hu jo ki mai khud se bnati aur apne b bachho ko sunati thi mera beta roj rat mujhe se story sun ke hi sota hai aaj jab ki wo 11 year ka ho gya rat ko sunne wali story bachho ke moral ko strong karti hai Ek bar ek makhhi ek room me fas jati hai aur sare darwaje aur khidki band hoti hai aur wo ghar ke bahar ja nai pati hai phir use ek idea aata hai ki kyo na Mai ghar ke logo se madad mangu aur isi ummeed me wo ghar ke logo ke kan me kuch Kahna chati hai pahle wo aaram ke pas jati aur Khyati hai bhun bhun bhun bhun bhun bhun aaram kuch samajh nai pati aur Makhi ko khat chal fut yha se for wo ek ek karke sabke pas jati aur yahi dohrati per koi samajh nahi pats uski bat ko aur last me wo mamma ke pas jati hai joki kitchen me hoti hai aur wo mamma ke kan me b bolti hai bhun bhun bhun bhun bhun bhun aur kitchen ki windwo khuli hoti hai aur wo makhhi bhar chali Jati hai moral of the story is mehnat karne walo ki kabhi har nai hoti

  •   10
  • (0)
  • 0

Loading